Friday, May 7, 2010

satsang sunte sunte uski masti me kho jana aur dub jana us parmatma me jo nirntar hai , hamesha hai , sadha hai , kabhi dur huwa nahi , kabhi paraya huwa nahi , kabhi alag huwa nahi , jo hamesha hamare pass hai , hamare sath hai , hamare under hai

No comments:

Post a Comment